Jis tarah hum mathematics mein plus(+) aur minus(-) ke signs istemal karte takay humein pata chal sakey ke hum do values ko add karna hai ya subtract. Same issi tarah hum programming mein bhi signs istemal karte hain different processes ko identify karne ke liye, inn signs ko "Operators" kaha jata hai.
Mostly, basic operators sab programming languages mein common hain.
Top comments (0)